my baby 8.5month complete but ussai 5days sai fever hai bahut teez aata haivtempreature 103taak phuch jata hai... . aur aab doctor nai suggest kiya hai ki hr 4hours mai crosin de do ....mai bahut pareshan hu ....doctor says its viral to thoda time lagega....pr mujhai janna hai ki mai kya kru aur kaesa yai theek ho plss some suggestion urgent base ....thank you
Nikita Sharma
25 Jul 2017
0
Interested
5
Answers
0
Shares
Sumira Bhatia
ap doosre doc ko bi consult karien  ..agar aapko doubt hair. koi baat nai baby theek ho <u>jayega</u>
Like
Reply
25 Jul 2017
Ellora Mohanty
Abhi season hi yesa hai Har kisi ki viral fever ho raha hai,  aap chinta naa kare thoda time lagega aap baby Bf Kare, aap baby ke saath <u>normal</u> behave kare.  Baby jaldi teekh ho jayega aapke pyaar aur care se.
Like
Reply
25 Jul 2017
Foram Modi
to small towel wet kar ki tummy par rako heat soak ho jaege
Like
Reply
25 Jul 2017
Shruti Giri
doctor ne sahi bola Hai...viral ko 5-6 din lagte Hai...think hone me...aap thande Pani ki pattiya lagate rahiye...don't worry viral aisehi hota Hai..thik <u>ho</u> jayega
Like
Reply
25 Jul 2017
Priya Sood
Viral mein time lagta hain. Fever ke liye paani eale kapade ke patti lagayein. Baby ko congestion agar hain to steaming karaein.
Sumira Bhatia
Like
Reply
25 Jul 2017