My baby is 13 days old....25 min feed krne k baad; Vo feed 3 se 4 ghante k baad krta hai.... N kbi kbi 5 ghante b ho jate hai...kya ye sahi hai??
nidhi passan
24 Jan 2018
0
Interested
7
Answers
0
Shares
Vipra Naik
Hi mera baby bhi 14 day ka hai, doc ne kaha hai to feed every 2-3 hr. Aap baby ko utha ke feed karo agar sota hai in between feed to tickle his feet. Doctor ne kaha hai mujhe baby ko 3 ghante se upar bhookha nahi rakhna hai.
Like
Reply
24 Jan 2018
asha chaudhry
<span style="color:#3B5998;"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/160">Breastfeeding: The Basics</a></b></span>
<span style="color:#3B5998;"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/2455">Breastfeeding Basics: How Much And When</a></b></span>
Like
Reply
24 Jan 2018
asha chaudhry
hi anon abhi aapka baby bahut chhota hai isliye first month mein har 2-3 ghante mein dudh pilana padta hai. pls baby ko uthao aur dudh peete peete bhi jaldi se so jaye toh phir se utha lena. main articles share kar rahi hoon. pls padh lena.
Vipra Naik
Like
Reply
24 Jan 2018