question
My question my baby 2 month old to ac kitne pr chalya keyuki grami bouet hei to kya kru and mei feed karti to simple khana lati lika a dal roti vaghrh fir be gas merko aur baby ko ho rehi
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

5

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Bhavna Bhatnagar

I keep it at 26-27

Like

Reply

Anonymous

amrita sharma

ac 24-25 pe rakh sakti ho aap. aur jaha tak gas ki prblm hai to new born babies ko gas hoti hi hai. apke khane se koi asar nhi hota baby ko..bcoz breast milk refine hokar aata hai. so aap wahi sab khaye jo aap pregnancy me khati thi. aur baby ko himalaya ka bonispaz pilaye. aur aap daily subah ajwain kha kar halka garam pani piye ya ajwain ko pani me dalkar ubale fir uska pani chaan kr uska pani piye. dekhna thik ho jayega.

Like

Reply

Anonymous

sonam patel

surbhi aap kuch bhi lene se pehle apne doctor se baat kar lijye ek baar.. kyuki breastfeeding effect hota h medicines se.. <br> aur bade bolte hi h.. unke baaton pe jyada dhyan na de k bas baby pe dhyan dijye..

Like

Reply

Anonymous

Surbhi Nagar

Thanks sonam but dear sab kah rrha ki tum jo ka rehi vo milk ki form me baby ka pas ja rrha aur eno be le sakti <u>kya</u>

Like

Reply

Anonymous

sonam patel

aap kuch b khaoge toh wo baby ko paas nai hoga.. babies ko gas hota h hi.. doctor ko dikhao..doc gas k liye dawa denge.. aur AC 26-27 pe chalaye ye.. ye room temperature h toh zyada problem nai hogi

Like

Reply

lifestage
gallery
send