My son is 16months old.He is underweight.What food can I give him so that his weight becomes normal.How much water he should drink now?plz help.
Sritama Ghosh
09 Sep 2019
0
Interested
5
Answers
0
Shares
sonam patel
Aap chinta mat kro... Aaplog jab khate ho baby ko sath me baithao... Bache hume dekh kar sikhte hai. Suppose aap roti kha rae ho toh usko daal me dip kar ke aap kha k dikhao. Har baar dip kar ke bolo dip and fir khao. Thoda aawaj kar kar k chaba k dikhao taaki usko samjh aae ki kaise chew karna hai. Usko khud se khane k liye encourage kro... Thoda time lagega baby sikh jaega. Paani aap jitna de skte ho baby ko do... Har baar khane k baad dena hi hai..Har 2 ghante pe thode sips do. <br>
@6372f7e498dafd001537b8ac
Mera beta kuch vi nahi kha raha hai sirf muh me Leta hai aur gira deta hai,plz help
Like
Reply
09 Sep 2019
Sowmya Prithvi
Give banana, avocado, kiwi fruits, green vegetables, you can make dry fruit powder and include in baby's milk, milk products helps to increase weight.. Give more water, coconut water..
Like
Reply
09 Sep 2019
Sowmya Prithvi
<font color ="#3b5998"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/3354">Kiddy Kitchen: Toddler Weight Gain Special</a></b></font> <br>
sonam patel
Like
Reply
10 Sep 2019