Hello, sabse important hai jyada liquid lena taaki sharir me paani ki kami na ho... Aap electrol powder ka ghol bhi le skte hain... Khaane me aap sada khana khaye. Dahi chawal, kela khana faydemand rahega...Agar aaram na ho toh doctor se baat kar lijiye. Ye article bhi padhe , madad milegi <span style="color:#3B5998;"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/5710">क्या हैं गर्भावस्था के दौरान दस्त के कारण व निवारण?</a></b></span>
Rebecca Prakash
Like
Reply
24 Sep 2019