@priyanka patel madAm 2 and half month baby hai ,kabhi relax aur kabhi rone lagta hai ,relax comfort kiye to chup ho jata par samaj nahi ata hai ki kyo rota hai Etna , kya problem hogi pls explain ,feeding ke wakt bhi rota hai aur aur neend se uthate bhi rote hai aur garam kapde pahnaye to bhi roti hai kya karna chahiye
Pravin Shastri
15 Jan 2020
0
Interested
2
Answers
0
Shares
Bhavna Anadkat
Pravin ji<br>
Shayad baby ko gas ho sakta he.... Aap baby ko har feed ke bad thik se dakar levaye.. Aur baby ko malish ke samay pet par golakar me malish kre.. Tummy time dijie.. Isse gas nahi rahega. Agar baby roj bahut jyada rota he to aap doctor ko dikhaye
Like
Reply
16 Jan 2020
Durga salvi
Hi..<br>
Baby ko gas ya pet dard hota hai is vajah se baby rota hai har baar milk pilane ke baad achche se dakar dilvaye ,hing ka pani lagaye pet par malish ke samay aap circle bnate hue clock wise or anticlockwise direction me malish kariye ..<br>
Baby ko comfortable clothes pahnaye soft hi ho clothes ..
Bhavna Anadkat
Like
Reply
16 Jan 2020