sote hue feeding karane me koi problem to nai hoti he na???
Meri 2 month ki daughter Lete hue hi feeding karti he. Plzzz reply
Hetal Mungpara
15 Mar 2017
0
Interested
6
Answers
0
Shares
Hetal Mungpara
thanxxx a lot
Like
Reply
15 Mar 2017
Sheeba Vijesh
lete hue doodh dene se problem yeh hai, ki ma so ja sakti hai feed karate hue, aur neend mein baby ka nose suffocate ho sakta hai, ma ke breast se ya kisi aur object se, aur ma ko pata nahi chalega... yeh bhi ho sakta hai ki baby doodh vomit kare aur woh nose mein chala jaye... isliye jab tak baby khud roll kar sake, at least tab tak ma ko baithkar doodh pilane ko bolte hai..
Like
Reply
15 Mar 2017
Kinjal Kapadiya
din me ek do bar lete hui feeding kara skti ho ,bethkar feeding karavne se bacchi or aap dono k liye achha hai..usko digest achhe se hoga or latching bhi ache se kregi...
Like
Reply
15 Mar 2017
Amritha Srinath
Bite huye feed karna better hai.
Like
Reply
15 Mar 2017
Beigh Sam
may b is it true or not.. bolte hai ear mai doodh jaata <u>hai</u>
Hetal Mungpara
Like
Reply
15 Mar 2017