Badhai ho aapko... <br>
Abhi baby kaafi chota hai toh aap baby ko kisiko bhi bina haath saaf kiye touch na karne den. Baby ko soft loose cotton kapde pehnaaye. Aur room ka temperature maintain kar k rakhe. Tel maalsih abhi shuru na kare. Baby ki nabhi thik ho jaane de. Uske baad hi shuru kare ya doctor se bhi puch skte hai is bare me... Baby ko maa kaa doodh de sirf. Har 2 ghante pe feed karwaye aur achche se dakar dilwaaye...10 minute kandhe par rakhe uske baad niche letaye. Aap diet me sab kuch lijiye jo ghar par bnta hai... Paushtik aahar len. Ye article padhe <span style="color:#3B5998;"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/5048">क्या हैं स्तनपान कराती माँ का सही आहार ?</a></b></span>
sonam patel
Like
Reply
15 Apr 2019