Abhi baby bahut chota hai...Chote bachche aksar raat ko nahi sote...Sabhi bachche aise hi karte hai. Unko din aur raat ka antar nahi pta hota hai... Abhi 3-4 mahine lagenge ek routine aur pattern set hone me... Aap bas har 2-3 ghante par feed karate rahe.. aur ache se dakar karwaye. Rat ko kamre ki light dim rakhe...Aur din ko lights aane de bahar se... Din ko halchal rakhe. Raat ko jab baby sota hai aap usko lapet k(swaddle)sulaye jisse madad milegi jyada samay tak sone me.
Sonam patel

Helpful (0)