Baby ko aapke pet kharab hone k wajah se problem nahi hoti hai toh aap chinta na kare...
Sabhi chote babies ko gas banti hai...Aap har feed k baad achche se dakar dilwaaye.. aur baby ko 10 minute kandhe par rakhe, uske baad hi sulaaye.
Aap thoda thoda kar k khaaye, jyada tel, masale wala na khaaye, walk kare aur har khaane k baad ajwain ya ajwain ka paani piye... Isse gas nai hogi...Ghar ka bna hi khaaye... Jis chij se aapko gas bnti hai wo avoid kre.
Sonam patel

Helpful (1)