Sonam patel
Anon...Relax..Chote babies k liye thoda sa doodh bhi kaafi hota hai... Unko bahar k duniya me adjust hone me time lgta hai... Aap jb bhi doodh pilao ache se dakar dilwao baby ko...
Baby ko apne sharir ki garmahat do... Aur agar aapko lgta h ki doodh kam hai toh bar bar bache se suck karwao... Khoob sara liquid lo... Khaane me jeera paani, masoor dal, shaunf, methi, oats, daliya jaisi chije shaamil karo. Aap ye article padho
अगर बेबी के लिए दूध न बन रहा हो, तो मदद लीजिये इन 4 नेचुरल चीज़ों की
Recommended Articles

Kavita Sahany
Dudhi, saboo dana khayen...kosish karte rahen ...doctor se bhi baat Karen
Helpful (0)