1) Muze right breast me km doodh ata hai, sirf 2-3 boond doodh,mera baby 3 mnth ka hai, 4 running, doodh sirf ek baar deti hun dinme, Formula.milk use bchpn se shuru hai. Doodh kaise badhaau ?
Sonam patel
2- samay k saath uterus ka size khud normal ho jata h toh aap is baat ki chinta na kare. Breast feed na krne se koi problem nahi hai.
Recommended Articles

Sonam patel
1- varsha aapko jyada se jyada suck karwana hoga bachche se...Tabhi doodh jyada banega... Aap ek breast pump bhi use kr skte ho jisse baar baar pump karo milk... Liquids jyada lo... Khaane me masoor dal, jeera paani, shaunf, methi, oats, daliya jaisi chine shamil kro... Ye article padho अगर बेबी के लिए दूध न बन रहा हो, तो मदद लीजिये इन 4 नेचुरल चीज़ों की
क्या हैं स्तनपान कराती माँ का सही आहार ?
Helpful (0)