BabyChakra User
Is stage me oral na hi kare to behtar hai or apne pati ko pyar se samjhaiye lekin fir bhi agar pati force kare to aap jyada na kare or kisi bhi tarah ka fluid ander na le or jakr munh wash kar le or kulla kar le kyunki aisa nahi karne par infection ho skta hai
Recommended Articles

BabyChakra User
Hi..aap na Kare to achcha hai kyuki clean na karo to infection bhi lag sakta hai..
Helpful (1)