BabyChakra User
mam mujhe 1 st mon.se hi morning sickness nhi hui ,ek Baar BHI vomit BHI n hua...koi dikkat n thi..gas Ka issue 15 din se start hua h ..uske phle sb normal tha.......agar baby ki movement Mai feel n kr pa rhi to isme koi prblm to n h......kyunki morning me pet halka sa lgta h...Ur pet me pure din Kuch different feel BHI n ho rha
BabyChakra User
Anon, relax. Aap un lucky logo mein se ho jinhe pregnancy mein koi bhi problems nai aati. First pregnancy mein aksar movements der se pata lagna start hote hai, around 24 weeks tak. Agar aapke placenta ki position interior hai to aur late ho Sakta hai movements feel hone mein. Shuruaat mein vaise bhi kafi halke movements feel honge jaise butterfly ya bubbles type. Kafi Baar hmlog movements miss bhi kar dete hai kyuki kaam ki vajah se Dhyan nai rehta. Agar aapki sab reports normal hai, to chinta ki koi baat nai hai. Aap relax karo aur pregnancy Ko enjoy karo.
Recommended Articles

BabyChakra User
5th month agar abhi start hi hua hai toh aapko movement feel nahi ho rha hoga....Apako gas ki wajah se movement jaisa lgta hoga. Normally 24 weeks tak movement mehsoos hoga aapko.
Helpful (0)