Kavita Sahany
First month maine thoda sa kum hota hai weight .. then increases hota hai.. bres3 karte rahen .. 6 mahine tak sirf maa Ka dudh
Akanksha Bhuri
Jaise ki Kavita ne kaha, birth weight first month mein Kam hota hai, jo ki slowly increase hoga, bas har 2 ghante mein ya on demand breastfeeding karate rahiye. Baki, agar bachha thoda lean and thin bhi dikhta hai to koi problem nai hai agar vo properly feed le rha hai aur active hai to
Recommended Articles

Akanksha Bhuri
Hi, kya weight hai baby ka?
Helpful (0)