BabyChakra User
Hena jaisa akanksha ne kaha, ap breast pump le lo...Apna doodh nikal kar jana...Jo ghar par rahenge baby k sath wo pila denge. Aap room temperature pe milk ko 4 ghante rakh skte ho...Aur agar usse jyada der bahar rehte ho toh fridge me rakh skte ho...Nikal ke normal temperature ho jae tb baby ko dena hai...Garam nahi krna hai...Ek pateele me garam pani le kar usme doodh ki bottle dal k nirmal temperature kar k baby ko de skte hain.
Recommended Articles

BabyChakra User
Heena aap lactogen ki jagah apna milk hi de sakte ho baby Ko. Aap ek breast pump le lo, aur uski help se milk express karke store kar lo. Jab zarurat ho tab vo milk baby Ko feed karao. Agar achhi tarah store Kiya gya hai to breastmilk 6 months tak bhi Rakha ja Sakta hai.
Helpful (0)