Prisha Lalwani (Mummasaurus)
iske 2 kaaran hone hahiye mere hisaab se. pehli baat agar ye idhar beech hi hone lg hai to pregnancy hormones ki wajah se ho sakta hai. kai bar pregnancy me hormones change hote hai jinki ki wajah se choti choti baat pe gussa, narazgi aur chiddh hoti hai. apni doctor se is baare me baat kre. ho sakta hai aap ko aam taur ppar sar drd bhi rehta ho, wo bhi isi kran se hai. doosra karaan ho sakta hai ki aapko unki koi baat bohot buri lagi ho lekin aap dono ne us bar me bat nahi ki, ya agar bat ki bhi to aap unko maaf nahi kar payi. is maamle me aap dono ko saamne baith ke khuley dil se bat karni chahiye. pati patni ka sambandh hamesha ka hota hai, choti choti baton ke liche ise bigaadne me kisi ka fayeda nahi hoga. apne man ko vichlit rakhne ki koshish kariye aur sirf un logo se btein kiy kijiye jo aapse achi, positive baatein kren. apna khayal rakhiye :-)
renu bala
but me chahti hu is time pe ager meri galti bi hi to mujhe manage ya pyar se samjate.but vo PURA attitude dikhate h .or gusse me mujhe kuch bhi bol dete h
Renu Dadhich
dont worry choti moti bahas hr husband wife me ho jati h..fr ek do din me sb thik b ho jata..mere st b ho jata h..kbhi kbhi hmare vichar mel nhi khate pr mein ignore kr deti hu wo muje nhi mnate to mein hi unhe mna leti hu sorry bol k...kyunki y rishta hi esa h...kisi ko to phl krni hogi na...kosis krti hu ki unhe khush rkh sku..kaam ka burden b to hota h un pr..ese me meri vjh se wo tension me rahe..yhi mein nhi chahti...isliy bs aage se mna leti hu
Kavita Kajla Mehlawat
kuch aise pati bhi hote hain jo baat karte hi nai. mera bhi yahi haal hai. meri MIL bhadkati rehti hai. bahut lalchi hai wo sab mere ghar se mangana chahti hai n khud kuch bhi nai pay karti. even abhi se mujhe ghee lane ke liye keh rahi hai mere ghar se wo bhi free me.i t looks very cheap yaar. pati ko riwaz ka pata hi nai. wo bhi use support karte hai . really fed up hu yAar
Recommended Articles

Priya Sood
Hi. Yeh baatein husband and wife mein aapsi samajdaaro ka hona zaroori hain. Sheena Kalia can you help
Helpful (1)