Sonam patel
Ritu, sabke sath aisa hota hai. Pet bada hone me 9 mahine lage hai toh kam hone me bhi samay lagega na. Uterus ka size dheere dheere shrink karega aur wo wapas normal size me aane lagega toh aapka pet bhi dheere dheere andar jaega. Aap abi bas apna khayal rakho apna. In sab baato ki chinta mat kro. Aap healthy diet lo, khoob paani piyo. Aur 6 mahine ho jae toh exercise shuru karo jisse ki aapka weight kam ho jaega. Aap abhi thoda thoda ghar pe walk karo. Baby ko breastfeeding karao.
durga salvi
Hi..Aap chinta mat kariye ..
Per dhere dhere hi kam hoga aap baby ko achche se breastfeeding karvaye ..
6 month hone ke baad hi aap walk karna suru kariye..
Recommended Articles

poonam savita
C section delivery me recover hone me time lgta hai dear, minimum 1 month to lgega apko, Meri bhi secerian hi thi
Helpful (0)