Hi Dr mam Wife ka c section delewory huaa tha 15 month pahale Abhi tako ki jagah mai bich bich mai kafi dard ho raha hai abhi delhi mai hai kya karan ho sakta hai thand? ya dusra koi plz bataye copper T bhi laga huaa hai uska to koi prabhav nhi hoga na plz bataye 🙏
Dr. Priyanka Patel
Take heal ho Gaye honge ab tak kya waha par sujan dikh rahi hai?
Helpful (0)