BabyChakra User
Yeh heat ke karan aur friction ke karan hota hai . Baby to thade paane se soothe kijiye, moisturize kijiye
BabyChakra User
Ye garmi ke karan hai, bachhe ko pani jada de aur thande paani ki seek de ankho pr. Aur doctor se slah le
BabyChakra User
Ye garmi ki wajsh se ho skta hai, but ek bar doctor se advice le le. Bachche ke face ki wipe krte rhe
Recommended Articles

BabyChakra User
hello shoyba, ye garmi ke karan ho sakta hai. Aap please dhyan de ki uske liye paani ki matra kaam naa ho. Uske aachko pe thanda kapda rakh sakte ho. iIsse aap samaj sakte ho ki uski ye problem door ho sakti hai.
Helpful (1)